Bathroom Appliances / Fixtures Ke 10 Vikalp / Options

Bathroom Fixtures Aamtaur Par 2 Lakshyon Yani Kaarya Ya Fir Style Ke Liye Lagaaye Jaate Hain. Agar In Dono Ko Jo Diya Jaaye Toh Ek Aisa Bathroom Taiyaar Ho Sakta Hai Jo Pariwaar Aur Mehmaan Dono Ke Sath Saanjha Kiya Jaa Sakta Hai. Inme Se Kuch Kuch Fixtures Bahut Zaroori Hotey Hain Toh Kuch Sirf … Continue reading Bathroom Appliances / Fixtures Ke 10 Vikalp / Options

76 Types Ke Beds / Bistar

Bistar / Bed Furniture Ka Ek Tukda Hota Hai Jiska Upyog Soney Ya Fir Aaram Karne Ke Liye Kiya Jaata Hai. Zyadaatar Mordern / Adhunik Bistaron Mein Bistar Ke Frame Par Ya Toh Ek Naram Foola Hua Gadda Hota Hai. Ya Fir Thos Aadhar Par Araam Karney Waala Gadda, Jismey Aksar Lakdi Ke Slates Aur … Continue reading 76 Types Ke Beds / Bistar

6 Types Ke Cooking Systems / Zones

Kitchen / Rasooi Siddhant Ke Liye Ek Naya Shabd Banaaya Gaya Hai Jisko "Zone / Shetra" Kaha Jaata Hai. Pratyek Zone / Shetra Mein Clean-up / Saaf-safaai Zone, Praparation / Taiyaari Zone, Cooking Zone Jaisi Gatividhi Hoti Hai. Is Lekh Mein Hum Khaana Pakaaney Ke Shetra Ko Design Karney Ke Tarikon Ke Baare Mein Baat … Continue reading 6 Types Ke Cooking Systems / Zones

10 Types Ke Curtains / Pardey

Pardey Kayi Akaar, Prakaar, Rang Aur Pattern Me Aatey Hain. Kisi Dukaan Me Pardey Ka Ek Bhaag Hota Hai Toh Koyi Dukaan Purn Roop Se Pardey Bechney Ke Liye Hi Samarpit Hoti Hain. Pardey Saaf-safaai, Ultravoilet Prakaash, Tel, Dhool Pratirodh, Dhwani Pratirodh, Agni Pratirodh, Aur Uske Jeevankaal Ke Anusaar Alag-alag Hotey Hain. Types Of Curtains … Continue reading 10 Types Ke Curtains / Pardey

30 Types Ke Sound Proofing / Dhwani Rodhi Materials

Soundproofing Ka Matlab Hai Koi Aisa Maadhyam Jo Ki Awaaz / Sound Ke Zariye Ko Pakad Kar Uske Pressure Ko Ghataa Sakey. Aisa Karney Se Awaaz Ki Teewrata Kam Ho Jaati Hai, Aur Awaaz / Dhwani Apni Mool Teewrata Se Kam Sunaayi Padti Hai. Sound Proofing Ya Dhwani Rodhak Vyavstha Us Jagah Par Ki Jaati … Continue reading 30 Types Ke Sound Proofing / Dhwani Rodhi Materials